Best Photo Editing Apps for Android | Best Photo Editing Apps

Best Photo Editing Apps for Android | Best Photo Editing Apps
Best Photo Editing Apps for Android | Best Photo Editing Apps

Best Photo Editing Apps 

Friends aaj Mai aapko batane wala Best Photo Editing Apps for Android jinki madat se aap log apni photos ko edit kar sakte hai. Best Photo Editing Apps ke bare me jankari pane ke liye es article ko pura padhiye mai aapko sabhi apps ke bare me batauga.



Best Photo Editing Apps for Android | Best Photo Editing Apps

Best Photo Editing Apps for Android

Friends jaisa ki aap log jante hi hai ki aaj kal Photo Editing ka kitna saukh hai jyada tar boy ko aaj kal mai dekh raha sabhi social media platforms par photo editing hi dikhti hai kahne ka matal hai ki har koi apni Photo ko Edit kar ke hi Social Media par upload karta hai. Fir wo chahe Facebook ho ya fir Instagram ya fir Tweeter har jagah photo editing ki hui hi dikhai deti hai.

Aisa es liye bhi hota hai kyoki ham log apne har pal ki yaado ko save karna chahte hai eske liye jyada tar ham apna mobile phone nikalte hai aur Photo, video ko click ya fir Record kar lete hai. Jis se ki ham en photo's aur videos ko bad me bhi dekh sakhe. Jam hamara mann kare ya fir apne friends, family members ko dikha sake.

But jyadatar jo bhi Photo ham click karte hai wo dekhne me kam acchi lagti hai. Ya to unme sooraj ki roshni ki vajah se photos me koi na koi problem aa jati hai. Photo me Black effect pad jata hai. Jiski wajah se hame apni photo ko Edit karna padta hai. Photo Editing kar ke ham apni photo ki sari problem sholv kar sakte hai.

Photo Editing Apps

Photo Editing Apps ki jarurat hame apni photos, images ko edit karne ke liye padti hai. Jis se ki hamari photo dekhne me acchi dikhai de eske liye mai aapko batane wala hu Best Photo Editing App For Android jinki madat se aap log apni photos ko bahot hi aasani se edit kar payege.

Waise to bahot sare Photo Editing Apps maujood hai Play Store par lekin unme se kuchh hi sahi hai photo editing ke liye jo ki sabse jyada use kiye ja rahe. Mai unhi app ke bare me batauga jo sabhi professional photo editor apni photo edit karne ke liye use karte hai.


Best Photo Editing Apps Download

Friends aap bhi agar best photo editing apps ke bare me jan na chahte hai aur download karna chahte hai to aapko mai bata raha hu aap niche diye gaye apps ko download kar sakte hai ye best Photo Editing Apps hai. Esn apps se aap koi bhi photo ko bahot hi aasani edit kar sakte hai kisi bhi tarah ki photo bana bakte hai.

1- PicsArt: Best Photo Editing Apps


Best Photo Editing Apps for Android | Best Photo Editing Apps

PicsArt Best Photo Editing Apps hai aap es Apps se apni kisi bhi tarah ki photo ko bahot hi aasani se kisi bhi tarah ki bana sakte hai. PicsArt App ka use sabhi professional photo editor use karte hai. Mai bhi sabse jyada photo editing ke liye PicsArt app ka hi use karta hu.

PicsArt app use karne me aapko thodi si problem hogi starting me kyoki esme bahot sare Features hai. Jab tak aap PicsArt Best Photo Editing Apps ke features ko Sikh nahi lete aapko thodi problem hogi aur jab aap seekh jaege to aapko koi problem nahi hogi.

PicsArt app ko use karna Etna muskil kam bhi nahi hai aap kuchh hi dino me ese chalana seekh jaege yah app photo editing ke liye sabse best hai. agar aap bhi photo editing sikhana chahte Hain to hamare YouTube channel ko jarur subscribe kar le Tiger editing zone vahan per Ham aapko photo editing sakte hain bahut ekdum professional tarike se step-by-step ekadam samjha kar.

PicsArt App Adam free mein bhi aap use kar sakte hain isko aap mobile per Android or iOS donon device per use kar sakte hain aur iska agar aap upgrade varjan Lena chahte Hain To aapko isko purchase bhi karna padega jismein aapko bahot sare features unlock milenge.


How To Use PicsArt App | PicsArt Kaise Chalaye | Photo Kaise Edit Kare


2- Snapsheed: Best Photo Editing Apps


Best Photo Editing Apps for Android | Best Photo Editing Apps

Snapsheed Best Photo Editing App hai ese Maine dusre number par rakha hai kyoki mai jyada tar PicsArt ka hi use karta hu lekin eska matalab ye nahi hai ki ye Snapsheed app kisi bhi tarah PicsArt se kam hai aap Snapsheed app ki madat se bahot hi acchi acchi photo bana sakte hai bahot hi aasani se.

Snapsheed App photo editing ke liye bahot accha hai jiski madat se aap bahot hi amazing editing kar sakte hai. Snapsheed ki madat se aap photo par bahot sare effect dal sakte hai jis se aapki Photo Attractive dikhai dene lagti hai.

Snapsheed App ko aap ko use karna Free hai aur aap chahe to ese Purchase bhi kar sakte hai jis se aapko es app ke sabhi features unlock mil jaege.


3- Lightroom: Best Photo Editing Apps


Best Photo Editing Apps for Android | Best Photo Editing Apps

Lightroom App bhi photo editing ke liye best app hai eski madat se aap amazing photo edit kar sakte hai bahot hi aasani se. Yaha par aapko bahot sare Effect aur filter mil jaenge jinko apni ye photo yah image per use kar sakte hain jisse aapki post dekhne per bahut hi attractive dikhai Dene lagti Hai.

Lightroom App ka use jyadatar effect dalne ke liye kiya jata hai. Lightroom ki madat se aap dhundhli se photo par brightness dal sakte hai. Black photo ko colour me badal sakte hai. Berang si photo ko rangeen kar sakte hai. Bahot hi aasani se aapko jyada kuchh nahi karna padega. 

Lightroom App par aapko Colours ke sath khelna padega yah sun ne me thoda ajib lag raha hoga par ham ese colours ke sath khelna hi kahege. Kyoki eska kam hi hai berang photo ko colour karna aur bahot hi acchi tarah se smoothness dalna. Jo bhi aapki photo dekhega wo dekhta rah jaega. Es aap ki ek aur kas bah hai ki eske dvara edit ki gai photo edit ki hui nahi lagti. Dekhne par aapko lagega ki aapne photo ko edit nahi kiya real image hai.

Conclusion 

Friends aapko Best Photo Editing Apps for Android ye post kaisi lagi comment kar sakte hai. Waise to bahot sare photo Editing Apps hai par ye 3 app best hai photo editing ke liye. Aap ko en app ko use karne ke liye koi bhi charge nahi padega ye aap bilkul free hai. Ye AAP's Free/Paid dono tarah available hai.

Photo Editing ke liye aap en apps ka use kare aapko bahot pasand aayege ye mera Parsonal experience hai. Aap Photo Editing Apps ko Android ya fir iOS dono device par chala sakte hai ye dono device ke liye available hai.

Post a Comment

Previous Post Next Post